Reality And Sad Life Quotes In Urdu – Adab Ki Poetry
Urdu Quotes about Life have unique charm they express your exact thought and make you feel better, they light up the way, and they nature precious meanings in our life. Urdu language adds beauty to words and quotes making them a real portrayal of our feelings. Read more about life quotes in Urdu.
How Sad Quotes Can Change Your Life?
From getting yourself motivated when times are hard to attaining that wisdom you seek for your journey forward, they can heal, uplift and change you. Here is a reflection of the ultimate spirit, even if it has only been written with a pen and paper, to give you a glimpse into some of the timeless Urdu life quotes.
Read more:
Attitude Poetry in Urdu
Hazrat Ali Quotes In Urdu
Top 20 Motivational Quotes in Urdu
Best Quotes About Life In Urdu

زندگی میں کبھی ہار نہیں
بس جیت یا سیکھنا ہے
Zindagi mein kabhi haar nahin,
bas jeet ya seekhna hai.

خود پر یقین رکھو
کیونکہ تم کچھ بھی کر سکتے ہو
Khud par yaqeen rakho
kyunke tum kuch bhi kar saktay ho.

صبر کا پھل میٹھا
یہ بات ہے سچی
Sabr ka phal meetha,
ye baat hai suchi.

منزل انہیں ملتی ہے
جن کے سپنوں میں جان ہو
Manzil unhein milti hai
jin ke sapno mein jaan ho.

کبھی ہمت نہ ہارنا
کیونکہ روشنی ظلمت کے بعد آتی ہے
Kabhi himmat na harna,
kyunke roshni zulmat ke baad aati hai.

مجُبوری ایک ایسا استاد ہے
جو سب کچھ سکھاتا ہے
Majboori ek aisa ustaad hai
jo sab kuch sikhaata hai.

زندگی بدلنے کے لیے خود کو بدلنا پڑتا ہے
شکایتوں سے کچھ نہیں بدلتا۔
Zindagi badalne ke liye khud ko badalna parta hai,
shikayatoun se kuch nahi badalta.

زندگی ہر جینے والے
کے پاس نہیں ہوتی
Zindagi har jeenay walay
ke paas nahi hoti.

لوگ چہرے یاد رکھتے ہیں، کردار نہیں۔
زندگی میں سب کچھ ملتا ہے، بس انصاف کم۔
Log chehray yaad rakhte hain, kirdaar nahi.
Zindagi mein sab kuch milta hai, bas insaaf kam.

ہنسی چہروں پر ہے، دلوں میں اداسی ہے
یہ دنیا دکھ کی ایک خاموش کہانی ہے۔
Hansi chehron par hai, dilon mein udaasi hai,
ye duniya dukh ki ek khamosh kahani hai.
Sad Life Quotes In Urdu To Express Your Hardship Feelings

کبھی کبھی خاموشی بھی چیخوں سے زیادہ بولتی ہے
بس سننے والے ہونے چاہئیں
Kabhi kabhi khamoshi bhi cheekhon se zyada bolti hai,
bas sunne walay honay chahiye.

وقت گزر جاتا ہے، زخم بھر جاتے ہیں
پر کچھ یادیں عمر بھر تکلیف دیتی ہیں۔
Waqt guzar jata hai, zakhm bhar jate hain,
par kuch yaadein umar bhar takleef deti hain.

خوش رہنے کا دکھ سب کو ہوتا ہے
اور روتے ہوئے کا کوئی دکھ نہیں سنتا۔
Khush rehne ka dukh sab ko hota hai,
aur rote hue ka koi dukh nahi sunta.

لوگوں کی باتوں سے نہیں
خاموشیوں سے دل ٹوٹتا ہے۔
Logon ki baaton se nahi,
khamoshiyon se dil toot’ta hai.

جو لوگ سچ بولتے ہیں، ان کا دل اکثر ٹوٹا ہوتا ہے۔
کیونکہ دنیا کو سچ سے زیادہ دکھاوا پسند ہے۔
Jo log sach bolte hain, unka dil aksar toota hota hai,
kyunke duniya ko sach se zyada dikhawa pasand hai.

خواب جن کے اونچے اور مست ہوتے ہیں
امتحان بھی ان کے زبردست ہوتے ہیں
Khawab jin ke oonche aur must hotay hain,
imtihaan bhi un ke zabardast hotay hain.

وقت کبھی کسی کا نہیں ہوتا
اور وقت ہی سب کچھ بدل دیتا ہے۔
Waqt kabhi kisi ka nahi hota,
aur waqt hi sab kuch badal deta hai.

سب کو سنانے والا مل جاتا ہے
مگر دل کی بات سننے والا کم۔
Sab ko sunanay wala mil jata hai,
magar dil ki baat sunne wala kam.

کبھی کبھار خود سے ملنے کو دل کرتا ہے
پتہ نہیں کہاں کھو گئے ہم۔
Kabhi kabhar khud se milne ko dil karta hai,
pata nahi kahaan kho gaye hum.

اداسی کی کوئی زبان نہیں ہوتی
یہ تو بس آنکھوں سے چھلک جاتی ہے۔
Udaasi ki koi zubaan nahi hoti,
ye to bas aankhon se chhilak jati hai.
Final Words
Life quotes in Urdu, provide guidance and encouragement in the journey of life and struggle highlighting the power of hard work, patience, and self-confidence. If you want more topic about quotes to be collected on a specific topic (like Ghalib, Iqbal, or marriage and friendship, etc.), then be sure to let us know.