Hazrat Ali Quotes In Urdu – A Treasure Of Wisdom And Knowledge
Best 20 Hazrat Ali Quotes In Urdu. Hazrat Ali (AS), the son of Abi Talib, the Lion of God, the door of the knowledge of the Prophet (PBUH), is a person whose quotes not only brighten the lamps of intellect and reason but also ignite hearts. The words that came out of his blessed tongue are a precious treasure of truth, justice, wisdom, love and knowledge. Hazrat Ali (AS) sayings not only teach a person the right way to live life but also illuminate the inner world. These Islamic Quotes in Urdu useful for guidance.
How Are Hazrat Ali Quotes Important To Us?
The quotes of Hazrat Ali (AS) are helpful and proven in every aspect, whether it is about justice or piety, recognizing friendship or avoiding enmity, the reality of this world or preparing for the Hereafter—the words of Hazrat Ali (AS) guide in every part of life. By reading these quotes, a person gets a better understanding of his own self, his actions, and his relationship with Allah.
Read more related: Best 20 Friendship Poetry In Urdu – Best Dosti Poetry
Hazrat Ali Quotes In Urdu With Roman Urdu

محبت دلوں کا نور بخشتی ہے
اور
نفرت دلوں کو تاریک کرتی ہے۔
Mohabbat dilon ka noor bakhshti hai
Aur
Nafrat dilon ko tareek karti hai.

عقل مند ہے وہ شخص
جوانجام سوچ کر کام کرے
Aqalmand hai woh shakhs
Jo anjaam soch kar kaam kare

جھوٹ بول کر جیتنے سے اچھاہے
تم سچ بول کر ہار جاؤ
Jhoot bol kar jeetne se behtar hai
Tum sach bol kar haar jao

لوگوں کے غلام مت بنو
جب اللہ نے تمہیں آزاد پیدا کیا ہے
Logon ke ghulaam mat bano
Jab Allah ne tumhein azaad paida kiya hai

دنیا کا سب سے خوبصورت پودا محبت کا ہوتا ہے
جو زمین میں نہیں بلکہ دلوں میں اگتا ہے۔
Duniya ka sabse khoobsurat poda mohabbat ka hota hai,
Jo zameen mein nahi balkay dilon mein ugta hai.

جس نے اپنے نفس کو فتح کیا
اس نے دنیا کو فتح کیا۔
Jis ne apne nafs ko fatah kiya
Us ne duniya ko fatah kiya.

سب سے زیادہ غنی وہ شخص ہے
جو اللہ تعالیٰ کی تقسیم پر راضی ہے
Sab se zyada ghani woh shakhs hai
Jo Allah Ta’ala ki taqseem par raazi hai

جب انسان کی عقل مکمل ہو جاتی ہے
تو اس کی گفتگو مختصر ہو جاتی ہے
Jab insaan ki aqal mukammal ho jaati hai
To us ki guftagu mukhtasir ho jaati hai.

پریشانیاں حالات سے نہیں
خیالات سے پیدا ہوتی ہیں
Pareshaniyaan haalaat se nahi,
Khayaalaat se paida hoti hain

دنیا میں ہزار رشتے بناؤ لیکن ایک رشتہ ایسا بناؤ جب
ہزاروں آپکے خلاف ہوں تو وہ ایک آپ کے ساتھ ہو
Duniya mein hazaar rishte banao, lekin ek rishta aisa banao,
jab hazaaron aapke khilaaf hon, to woh ek aapke saath ho

انسانیت بہت بڑا خزانہ ہے
اسےلباس میں نہیں انسان میں تلاش کرو
Insaniyat bohat bara khazana hai,
Isay libaas mein nahi, insaan mein talaash karo.

تیرا نفس تجھ سے وہی کام کرواےٴ گا
جس کے ساتھ تونے اسے مانوس بنایا ہے
Tera nafs tujh se wahi kaam karwaaye ga
Jis ke saath tu ne usay maanoos banaya hai.

جو انسان کسی کے احسان کا شکر گزار نہیں
ہے وہ آئندہ ضرور اس سے محروم ہو جاتا ہے
Jo insaan kisi ke ehsaan ka shukar guzaar nahi hai,
Woh ainda zaroor us se mehroom ho jaata hai.

جسے تقدیر پر یقین ہوتا ہے وہ اپنے
اوپر نازل ہونے والی مصیبتوں سے نہیں گھبراتا
Jisey taqdeer par yaqeen hota hai,
Woh apne upar naazil hone wali museebaton se nahi ghabrata

ہمیشہ ایسے شخص کو چنا کرو جو آپکو عزت دے
کیونکہ عزت محبّت سے کہیں زیادہ خاص ہوتی ہے
Hamesha aise shakhs ko chuna karo jo aapko izzat de,
kyunke izzat mohabbat se kahin zyada khaas hoti hai.

دنیا کو سچا ہونے کی دلیل مت دو
بس یہی سوچ رکھو کہ اللہ سب جانتا ہے
Duniya ko sachcha hone ki daleel mat do,
Bas yahi soch rakho ke Allah sab jaanta hai

کسی کو اس کے منہ پر بے عزت کرنا
اسے قتل کر دینے کے برابر ہے
Kisi ko us ke munh par be-izzat karna,
Usay qatl kar dene ke barabar hai.

اپنی جوانی کے دھوکے میں مت آنا
عنقریب یہ تم سے چھین لی جائے گی
Apni jawani ke dhokay mein mat aana,
Anqareeb yeh tum se cheen li jaayegi.

کسی کے دل میں جگہ بنانا چاہتے ہو
تو اپنی آواز میں نرمی پیدا کرو
Kisi ke dil mein jagah banana chahtay ho
To apni awaaz mein narmi paida karo

جتنا تم میں صبر ہوگا اتنا
تمہاری دعا میں اثر ہوگا
Jitna tum mein sabr hoga, utna
Tumhari dua mein asar hoga
Final Words
We hope Hazrat Ali Quote is helpful to you. If you want light, wisdom, and understanding in your life, then you must read the quotes of the wisdom of Hazrat Ali (AS). These are not just words but an illuminating source of spiritual guidance.