Allama Iqbal Urdu Poetry – Motivation Aur Inpiration Se Bhari Shayari
Top 20 Allama Iqbal Poetry In Urdu. Sir Allama Muhammad Iqbal (1877-1938) was a giant of South Asian history, and he was a poet star, philosopher, politician, lawyer, and scholar. He is also regarded as the “National Poet of Pakistan” and “The Thinker of the East“. Iqbal is renowned for his poetry in Urdu and Persian. He used poetry to awaken a sense of self-awareness and identity among the young Muslims. His poetry is full of inspiration and awareness for young people. Here, you find Allama Iqbal’s poetry so attractive to young men. Explore more like Romantic Poetry In Urdu, Sad Poetry, and Ahmad Faraz Poetry.
Allama Iqbal Poetry In Urdu – Shaheen Poetry

عقابی روح جب بيدار ہوتی ہے جوانوں ميں
نظر آتی ہے اس کو اپنی منزل آسمانوں ميں
Uqaabi rooh jab bedaar hoti hai jawanon mein
Nazar aati hai us ko apni manzil aasmanon mein

شاہین کبھی پرواز سے تھک کر نہیں گرتا
پُردم ہے اگر تو‘ تو نہیں خطرہ اُفتاد
Shaheen kabhi parwaaz se thak kar nahin girta
Purdum hai agar tu, to nahin khatra-e-uftaad

تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا
تیرے سامنے آسماں اور بھی ہیں
Tu shaheen hai, parwaaz hai kaam tera
Tere saamne aasman aur bhi hain

جھپٹنا، پلٹنا، پلٹ کر جھپٹنا
لہُو گرم رکھنے کا ہے اک بہانہ
Jhapṭna, palaṭna, palaṭ kar jhapṭna
Lahoo garam rakhne ka hai ek bahaana

پرواز ہے دونوں کی اسی ایک فضا میں
گرگس کا جہاں اور ہے شاہیں کا جہاں اور
Parwaaz hai donoñ ki isi ek faza mein
Girgis ka jahaan aur hai, shaheen ka jahaan aur
Allama Iqbal ilm Poetry For Students

اقبالؔ! یہاں نام نہ لے علمِ خودی کا
موزُوں نہیں مکتب کے لیے ایسے مقالات
Iqbal! yahan naam na le ilm-e-khudi ka
Mauzūn nahin maktab ke liye aisay maqālāt

سبق پھر پڑھ صداقت کا عدالت کا شجاعت کا
لیا جائے گا تُجھ سے کام دُنیا کی امامت کا
Sabq phir parh ṣadaqat ka, adalat ka, shuja’at ka
Liya jaaye ga tujh se kaam duniya ki imamat ka

اُس قوم کو شمشیر کی حاجت نہیں رہتی
ہو جس کے جوانوں کی خودی صورتِ فولاد
Us qaum ko shamshir ki haajat nahin rehti
Ho jis ke jawanon ki khudi soorat-e-foulaad

ترے علم و محبّت کی نہیں ہے انتہا کوئی
نہیں ہے تجھ سے بڑھ کر سازِ فطرت میں نَوا کوئی
Tere ilm o muhabbat ki nahin hai intiha koi
Nahin hai tujh se barh kar saaz-e-fitrat mein nava koi

افراد کے ہاتھوں میں ہے اقوام کی تقدیر
ہر فرد ہے ملّت کے مقدر کا ستارا
Afrad ke haathon mein hai aqwaam ki taqdeer
Har fard hai millat ke muqaddar ka sitara
Allama Iqbal Urdu Love Poetry

جفا جو عشق ميں ہوتی ہے وہ جفا ہی نہيں
ستم نہ ہو تو محبت ميں کچھ مزا ہی نہيں
Jafa jo ishq mein hoti hai woh jafa hi nahin
Sitam na ho to mohabbat mein kuch maza hi nahin

بھری بزم میں راز کی بات کہ دی
بڑا بے ادب ہوں سزا چاہتا ہوں
Bhari bazm mein raaz ki baat keh di
Bara be-adab hoon, saza chahta hoon

ہوديد کا جو شوق تو آنکھوں کو بند کر
ہےديکھنا يہی کہ نہ ديکھا کرے کوئی
Hadeed ka jo shauq, to aankhon ko band kar
Hai dekhna yahi ke na dekha kare koi

یہ دستور زبان قیدی ہے کیسا تیری محفل میں
یہاں تو بات کرنے کو ترستی ہے زباں میری
Yeh dastoor-e-zabaan qaidī hai kaisa teri mehfil mein
Yahan to baat karne ko tars-ti hai zubaan meri

یہ جنّت مبارک رہے زاہدوں کو
کہ میں آپ کا سامنا چاہتا ہوں
Yeh jannat mubarak rahe zahidon ko
Ke main aap ka saamna chahta hoon

تیرے آزاد بندوں کی نہ یہ دنیا نہ وہ دنیا
یہاں مرنے کی پابندی وہاں جینے کی پابندی
Tere azaad bandon ki na yeh duniya na woh duniya
Yahan marne ki pabandi, wahan jeene ki pabandi

مٹا دے اپنی ھستی کو اگر کچھ مرتبہ چاھے
کہ دانہ خاک میں ملکر گل و گلزار بنتا ھے
Mita de apni hasti ko agar kuch martaba chahe
Ke daana khaak mein milkar gul o gulzaar banta hai

ہزار خوف ہو لیکن زباں ہو دل کی رفیق
یہی رہا ہے ازل سے قلندروں کا طریق
Hazaar khauf ho lekin zubaan ho dil ki rafiq
Yahi raha hai azal se qalandaron ka tareeq

دل پاک نہیں تو پاک ہو سکتا نہیں انساں
ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وضو کے فرائض بہت
Dil paak nahin to paak ho sakta nahin insaan
Warna Iblees ko bhi aate the wudhu ke faraiz bohat

وہ فیضان نظر تھا یا کہ مکتب کی کرامت تھی
سکھائے کس نے اسماعیل کو آداب فرزندی
Woh faizaan-e-nazar tha ya ke maktab ki karaamat thi
Sikhaye kis ne Ismaeel ko aadaab-e-farzandi?
Final Words
We are happy to enjoy all the pictures of Allama Iqbal’s poetry and read them for daily help. These verses help us in motivation, inspiration, education, and love. If you have any questions about poetry or Urdu quotes, please drop them in the comment box. We will be happy to answer them.
One Comment